RECENT CUSTOMERS OF MY GOOGLE ADSENSE TRAINING VIDEOS DVD

Google Adsense se related saare jaankari mere naye website www.adsensetrainingvideos.blogspot.in per jakar le sakte hai

WHAT IS GOOGLE ADSENSE?

Mere Pyare dosto,  

Google Adsense Google ke dwara chalaya jaane waala program hai jiske liye koi bhi apply kar sakte hai. Google adsense me joining bilcul free hoti hai. Google ko to aap jaante hi hoge yeh dunia ke respected comapanies me se ek hai.Dunia bhar se Google adsense me Lakho-croro log join hai aur aaj accha-khasa paisa kama rahe hai. Yahi nahi Aaj ke date me Lakho log Google Adsense ke liye duniabhar se apply karte hai lekin approval keval unhi logo ko milta hai jo Google adsense ke saare term and condition ko follow karte hai.Approval nahi milne ka sabse bara reason yeh hai ki logo me Google adsense ke baare me jyada knowledge nahi hota hai phir bhi wo log bina poori jaankari ke Google Adsense ke liye Apply kar dete hai aur iska result DisApproval hota hai.Jab tak apke pass poora knowledge naa ho jaaye Adsense ke baare me tab tak Adsense ke liye nahi apply karna chahiye.

Google Adsense me Applye karne se pehle Apke pass 2 chize jarur honi chahiye : - 

1) Apka website ya phir free blog website
2) Youtbe video

Agar uper diye gaye dono chiz me apke ek bhi chiz ho to aap Google adsense ke liye apply kar sakte ho.

1) Website Ya free blog website se Google ke liye apply karna : -

Agar aapne Google adsense ke liye apne free website ya blog se Apply kiya hai aur agar apka Application Google Adsense ke dwara Approved ho jaata hai to phir aap Google ads ko apne website per placed kar sakte ho. Jab jab visitors apke website per aakar google ads ko click karte hai to apko uske badle google paisa deta hai.Dunia me sabse jyada accha Ads network google adsense hai jo apne publisher ko sabse jyada paisa deta hai click karne per.

Google ke alawa aur bhi bahut saare ads network hai lekin Google Adsense se jyada paisa koi bhi nahi deta hai.

2) Youtube ke dwara Google Adsene ke liye Apply karna : - 

Agar aap apne youtube ke madhyam se Google adsense ke liye apply kar rahe hai aur agar apka application Approve ho jaata hai to aap apne youtube video me google ads placed kar sakte hai.Jab jab log Apke youtube video ko dekhte hai aur Ads ko click ya keval watch bhi karte hai to apko Google adsense paisa deta hai.


Google Dunia ki sabse respeced company hai aur sabhi logo ko jinke pass website , blog ya youtube video ho unko Google adsense ke liye apply karna chahiye.

Website aur video ke alawa bhi aur bhi aise company aur websites hai jinke dwara aap Google Adsense ke liye apply kar sakte hai.




No comments:

Post a Comment